
Sab Hai Tera
Lyrics
Behti hui ye zindagi, dhalti hui ye saanjh si
Kaisa safar, kaisi manjeel
Hm bhi chale, Tumse mile
Hui shuru phir kahani
Main jo bhi tha, ab na raha
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Meri rooh pe tere nishaan
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Aage safar yeh suhani
Thi na khabar, toofan ki
Chuta jo hmse kinara
Toote magar bikhre nahi
Chuta jo humse sahara
Main jo bhi tha, ab na raha
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Meri rooh pe tere nishaan
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Tu jo bhi thi ab na rahi
Ab jo bhi hai sab hai mera
Teri rooh pe hai mere nishaan
Ab jo bhi hai sab hai mera
Tu jo bhi thi ab na rahi
Ab jo bhi hai sab hai mera
Teri rooh pe hai mere nishaan
Ab jo bhi hai sab hai mera
Behti hui ye zindagi, dhalti hui ye saanjh si
Kaisa safar, kaisi manjeel
Hm bhi chale, Tumse mile
Hui shuru phir kahani
Main jo bhi tha, ab na raha
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Meri rooh pe tere nishaan
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Aage safar yeh suhani
Thi na khabar, toofan ki
Chuta jo hmse kinara
Toote magar bikhre nahi
Chuta jo humse sahara
Main jo bhi tha, ab na raha
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Meri rooh pe tere nishaan
Ab jo bhi hoon, sb h tera
Tu jo bhi thi ab na rahi
Ab jo bhi hai sab hai mera
Teri rooh pe hai mere nishaan
Ab jo bhi hai sab hai mera
Tu jo bhi thi ab na rahi
Ab jo bhi hai sab hai mera
Teri rooh pe hai mere nishaan
Ab jo bhi hai sab hai mera
Writer(s): Viswajit Chauhan
Copyright(s): Lyrics © DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
Sab Hai Tera
Meanings
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "Sab Hai Tera".
End of content
That's all we got for #