Qatal-e-Aam

Zakir Sudhmahadev - Qatal-e-Aam Lyrics

1

Qatal-e-Aam Lyrics

Insaan be imaan hua hai qatal e aam
Shaitaan ki parastish hua ye haiwaan
Koi hai hindu toh koi musalmaan
Mazhab ki baat nahi ye sab gunehgaar
Awaazein buland toh phir
Phansi hi honi hai
Sheher hoga khaak aur har taraf pani hai
Kisi ki kya zimedaari sab apni soch rahe
Khoj rahe barbaadi aur har taraf ro rahe
Chhote chhote shehron mein
Yahhan badi badi batein hain
Ameer khana phenkta
Gareeb bhookhe sote hain
Rote hain rone wale rote hain
Ye bina bistar sote hain
Zindagi hai sasti inki janein apni khote hain
Koi aata koi jata sab
Yehi sochte hain
Biken hathiyaar aur honi phir moutein hain
Phate inke kapde khoon inke sar par
Ye qayide qanoon dikhawe ke hain naam ke
Paisa pehchan aur power yahan sab kuchh
Siyasat jinke haath mein woh
Ghar bhi jalate hain
Hath bhi uthate hain bimariyan banate hain
Aur phir dawa bhi banate hain
Haath nahi aate hain
Mazhab pe baat karna aajkal toh naa hai
Dushman hain apnon ke na paak zubaan hai
Deewaar inke karan hindu musalmaan mein
Politics doing shit to this country and religion
Call to the ambulance
Nobody pick your telephone
Nobody pick your telephone

Insaan be imaan hua hai qatal e aam
Shaitaan ki parastish hua ye haiwaan
Koi hai hindu toh koi musalmaan
Mazhab ki baat nahi ye sab gunehgaar
Awaazein buland toh phir
Phansi hi honi hai
Sheher hoga khaak aur har taraf pani hai
Kisi ki kya zimedaari sab apni soch rahe
Khoj rahe barbaadi aur har taraf ro rahe
Chhote chhote shehron mein
Yahhan badi badi batein hain
Ameer khana phenkta
Gareeb bhookhe sote hain
Rote hain rone wale rote hain
Ye bina bistar sote hain
Zindagi hai sasti inki janein apni khote hain
Koi aata koi jata sab
Yehi sochte hain
Biken hathiyaar aur honi phir moutein hain
Phate inke kapde khoon inke sar par
Ye qayide qanoon dikhawe ke hain naam ke
Paisa pehchan aur power yahan sab kuchh
Siyasat jinke haath mein woh
Ghar bhi jalate hain
Hath bhi uthate hain bimariyan banate hain
Aur phir dawa bhi banate hain
Haath nahi aate hain
Mazhab pe baat karna aajkal toh naa hai
Dushman hain apnon ke na paak zubaan hai
Deewaar inke karan hindu musalmaan mein
Politics doing shit to this country and religion
Call to the ambulance
Nobody pick your telephone
Nobody pick your telephone

Writer(s): Zakir Sudhmahadev
Copyright(s): Lyrics © DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Post your Interpretation

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Qatal-e-Aam

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Qatal-e-Aam".

Lyrics Discussions
Hot Songs
Recent Blog Posts