DASTAN
DASTAN

XTEN LUICE - DASTAN Lyrics

Apr 11, 2021
3
DASTAN Music Video

DASTAN Lyrics

Yeah
Xten luice
Ha
Dil aaj shayar hai
Yeah
Ayee
Intezaar rheta kab usse baat ho
Mulaakaat ho
Likhta uss pe intezaar rheta kab ye raat ho
Chod gai rabba use meri kami ka ehsaas ho
Usse milne ki banaye rakhna tu mola meri iss Aas ko
Chupaye rakhna tu mola mere raaz ko
Dur rakhana inn astine ke sanp ko
Banaye rakhana tu khuf tera
Or ye khof be hisaab ho
Lafz mere humesha hi paak ho
Pure mere khawab ho
Mere khawab ho
Lafz mere humesha hi paak ho
Gungunata rahu bs main teri hi naat ko
Teri hi naat ko
Yeah yeah
Jee rha sirf maa baap ke liye
Ek din mar jana hip hop ke liye
Umr kam fir bhi dekh shok se jeeye
Lagaya dam fir bhi dekh chok nai hai
Samne khadi meri mout bhi hai
Fir bhi jara mujhey khof nhi hai
Apno se khai mene chot bhi hai
Sahi suna manzil ke raste me kaate hote hi hai
Ye josh me hai
Ye hosh me nai
Karte gunah inhe afsosh nhi
Kya rakhu gila kisi se
Jab mitti me sabko milna hi
Mere sath mere chaane wale
Or kahu to ek bhi nai
Muskil me kabhi main bhakta nhi
Muskil me kabhi main bhakta nhi
Bilkul
Kante bhare raste manzil dur hai bhai
Main kal tha aaj hu or kal bhi bhai
Budhi se badh rha nakal nahi
Tu zaraa bhi dakhal dena nhi
Tere khene se chodunga ye game nhi
Mat rakh is baat ka weham bhai
Mat rakh is baat ka weham bhai
Bilkul nahi
Bilkul nahi
Hosh me ho to samjhna meri baat ko
Disappointed karna mat badti hui zaat ko
Jo khoya hai khoya rahene de apne hisab se
Ek baari raah to dikhai hogi uske baap ne
Khata thokar na jaane kitne hadse
Kisi ki baat par kya yakeen
Jab todh gai wo saare kasme waste
Chur tha dil jaise tukde the kanch ke
Fir socha main chupchap se
Kya rona jo chod gya uski baat pe
Uski baat pe
Jo mere sath hai wahi mere khash hai
Dafan mere saare raaz hai
Enemies barbaad hai
Main fenku kalam to sunte hazar hai
Sunte hazaar hai
Abhi to shuru bhi nhi
Usse pehle pade sa be haal se
Kalam bhi kamaal hai,
Kalam bhi kamaal hai
Saitani mera rasta or sekdo bawaal hai
Jo bawaal hai wahi to kamal hai
Char din ki chandni aashik hazaar hai
Bura lagne walo ko dur se salam hai
Dur se salam hai
Yeah
Yeah...
Zindagi gum hai
Zindagi kam hai
Zindagi jakham or zindagi marham hai
Zindagi hai to ham hai
Hum se zindagi me dum hai
Char din ki zindagi kis kis se mangu maafi Waqt hi kam hai
Bilkul
Dil ko milti khushi jab dikhati sanam hai
Khata nhi bhai maa ki kasam main
Na jaane ye kaisi rasam hai
Apni baat sach khene ke liye yaha khate Kasam hai
Khata nhi bhai maa ki kasam main
Naa jaane ye kaisi rasam hai
Apni baat sach khene ke liye
Yaha pe khate kasam hai
Naa jaane ye kaisi rasam hai
Kahta nhi bhai maa ki kasam main
Mere mantre se sab yaha bhasam hai
Ye mere mantre se
Hahaha

Yeah
Xten luice
Ha
Dil aaj shayar hai
Yeah
Ayee
Intezaar rheta kab usse baat ho
Mulaakaat ho
Likhta uss pe intezaar rheta kab ye raat ho
Chod gai rabba use meri kami ka ehsaas ho
Usse milne ki banaye rakhna tu mola meri iss Aas ko
Chupaye rakhna tu mola mere raaz ko
Dur rakhana inn astine ke sanp ko
Banaye rakhana tu khuf tera
Or ye khof be hisaab ho
Lafz mere humesha hi paak ho
Pure mere khawab ho
Mere khawab ho
Lafz mere humesha hi paak ho
Gungunata rahu bs main teri hi naat ko
Teri hi naat ko
Yeah yeah
Jee rha sirf maa baap ke liye
Ek din mar jana hip hop ke liye
Umr kam fir bhi dekh shok se jeeye
Lagaya dam fir bhi dekh chok nai hai
Samne khadi meri mout bhi hai
Fir bhi jara mujhey khof nhi hai
Apno se khai mene chot bhi hai
Sahi suna manzil ke raste me kaate hote hi hai
Ye josh me hai
Ye hosh me nai
Karte gunah inhe afsosh nhi
Kya rakhu gila kisi se
Jab mitti me sabko milna hi
Mere sath mere chaane wale
Or kahu to ek bhi nai
Muskil me kabhi main bhakta nhi
Muskil me kabhi main bhakta nhi
Bilkul
Kante bhare raste manzil dur hai bhai
Main kal tha aaj hu or kal bhi bhai
Budhi se badh rha nakal nahi
Tu zaraa bhi dakhal dena nhi
Tere khene se chodunga ye game nhi
Mat rakh is baat ka weham bhai
Mat rakh is baat ka weham bhai
Bilkul nahi
Bilkul nahi
Hosh me ho to samjhna meri baat ko
Disappointed karna mat badti hui zaat ko
Jo khoya hai khoya rahene de apne hisab se
Ek baari raah to dikhai hogi uske baap ne
Khata thokar na jaane kitne hadse
Kisi ki baat par kya yakeen
Jab todh gai wo saare kasme waste
Chur tha dil jaise tukde the kanch ke
Fir socha main chupchap se
Kya rona jo chod gya uski baat pe
Uski baat pe
Jo mere sath hai wahi mere khash hai
Dafan mere saare raaz hai
Enemies barbaad hai
Main fenku kalam to sunte hazar hai
Sunte hazaar hai
Abhi to shuru bhi nhi
Usse pehle pade sa be haal se
Kalam bhi kamaal hai,
Kalam bhi kamaal hai
Saitani mera rasta or sekdo bawaal hai
Jo bawaal hai wahi to kamal hai
Char din ki chandni aashik hazaar hai
Bura lagne walo ko dur se salam hai
Dur se salam hai
Yeah
Yeah...
Zindagi gum hai
Zindagi kam hai
Zindagi jakham or zindagi marham hai
Zindagi hai to ham hai
Hum se zindagi me dum hai
Char din ki zindagi kis kis se mangu maafi Waqt hi kam hai
Bilkul
Dil ko milti khushi jab dikhati sanam hai
Khata nhi bhai maa ki kasam main
Na jaane ye kaisi rasam hai
Apni baat sach khene ke liye yaha khate Kasam hai
Khata nhi bhai maa ki kasam main
Naa jaane ye kaisi rasam hai
Apni baat sach khene ke liye
Yaha pe khate kasam hai
Naa jaane ye kaisi rasam hai
Kahta nhi bhai maa ki kasam main
Mere mantre se sab yaha bhasam hai
Ye mere mantre se
Hahaha

Writer(s): XTEN LUICE
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Post your Interpretation

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of DASTAN

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "DASTAN".

Lyrics Discussions
Hot Songs
by Xavi

1

102

1

4
Recent Blog Posts